Monday, 8 October 2012

Our final destination

"""""Duniya Ke Aaye
Musafir Manzil Teri
Qabar Hai""""""
~
~
~
~
""""""Tay Kar Raha Hai jo
Tu 2 Din ka Ye
Safar Hai""""""
~
~
~
~
""""""Jabse Bani Hai Duniya
Laakho
Croro Aaye""""""
~
~
~
~
""""""Baki Raha Na koi
Matti Mein Sab
Samaye""""""
~
~
~
~
""""""is Baat Ko Na Bhulo
Sabka Yahi
Hasar Hai""""""
~
~
~
~
""""""Yeh Aalishaan
Banglay Kisi
Kaam Keh Nahin Hain""""""
~
~
~
~
""""""Mehlon Mein Sonay
Waale,
Matti Mein So Rahe
Hain""""""
~
~
~
~
""""""Do Gaz Zameen Ka
Tukra,
Chota Sa Tera Ghar
Hai""""""
~
~
~
~
""""""Ankhon Se Tune Apni
Dekhe Hain Kitne
Janaze""""""
~
~
~
~
""""""Haathon Se Tune
Apne
Dafnaaye Kitne
Murday""""""
~
~
~
~
""""""Anjaam Se Tu Apne
Kyun
Itna Bekhabar Hai""""""
~
~
~
~
"""""" Duniya Ke Aaye
Musafir Manzil Teri Qabar
Ha

Sunday, 7 October 2012

✿⊱ NAMAZ NA PADHNE KE AZAB✿⊱╮

✿⊱ NAMAZ NA PADHNE KE AZAB✿⊱╮




JO shaksh Namaz me susti karta haiya Nahi padta Hai,
Us ko 14 Tarikon se Azab miltaHai,
.
(Duniya ke 5 Azab)
1. Zindagi ki Barkat khatam.
2. Noor Khatam.
3. Uski Nekiyo ka Ajhr Nahi milta.
4. Duwae kabul Nahi Hoti,
5. Nek Bando ki Duwao me uska Ishtaq Nahi Rehta.
.
(Mout key wakt key 3 Azab)
6. Zillat se marta He.
7. BhooKa Marta Hai.
8. Pyas ki shida me mout Aati hai. {Agar samandar bhi pila de to pyas khatam na ho}
.
(Qabar key wakt key 3 Azab)
9. Qabar itni Tang key pasliyanek dosray me ghus jayen.
10. Qabar me Aag jala di jaati hain.
11. qabra me 1 sanp musallet kiya jayenga jo Qayamat tak Azab Denga.
.
(Qabar se Nikalney key bad key 3 Azab)
12. sakti se hissab honga.
13. ye ke ALLAH T'AaLa us per GussaHonga.
14. Jahannum me dakhil kiya jayenga.
.
ALLAH sabko NAMAZ padne ki toufek de. aur aise AZABO se bachaye.
"AAMEEN" —

★★Namaz★★

★★Namaz★★
QURAAN Parho to Dil khil jay,NAMAZ Parho to chehra NORANI ho jay,Kitni dilkash hen,
RASUL-E-KHUDA. صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ki SUNNATEN,
amal karo to ZINDAGI sanwar jay.
"Subhan'ALLAH"
par aaj waqt Kuch Or Bata raha he
Aaj ka Insan intehai bewaqoofhai.
Chahta hai k usay KAMYABI milay..
Lekin jab MASJID se AZAAN mein (5×2)10 martaba awaz ati hai
“HAYYA ALAL FALLAH”
(Aao kamyabi ki taraf) toh us taraf janay ki zehmat hi nahi krta,Afsos k jis cheez ko woh sari zindgi jaga jaga talash kr k b hasil nahi kr sakta woh toh khud usay apni taraf aik din mei 10 martaba bula rhi hoti hai…

▄▀▀█▀▀▄
▐▌NAMAZ ▐█▄▄█▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄
▐█▄───▄██▀▀█▀▀▀ ▀▀█▀█▀▀
 ─▀██▄██▀─────── ─█▀█▀█
key to JANNAT.....NAMAZ parho, es say pehlay k tumhari NAMAZ parhi jay...

The Beauty of a Women

THE BEAUTY OF A WOMAN
The beauty of a woman lies INHER SILENCE
rather than her speech..
The beauty of a woman lies INHER VEIL
rather than her face..
The beauty of a woman lies INHER SUBMISSION
rather that her leadership..
The beauty of a woman lies INHER SMILE
rather than her laughter..
The beauty of a woman lies INHER PATIENCE
rather than her inquisitiveness ..
The beauty of a woman lies INHER ABODE
rather than her adventure..
The beauty of a woman lies INHER OFFSPRING
rather than herself..
The beauty of a woman lies INHER EXPERIENCE
rather than her age..
The beauty of a woman lies INHER HEART DEPTH
rather than in skin deep..
The beauty of a woman lies INHER KITCHEN
rather than in cubicles..
The beauty of a woman lies inher PERSPIRATION
rather than her perfumes..
The beauty of a woman lies inher LORD because He is the Creator of such a beautiful creation called “Woman"

ALLAH Farmata Ha! AYe !nsan
Meri ibadat Ke Liye Farigh HO Jao, Teri Bhook Khatam Kar
Dunga, Aur Tera Seena itminan
Se Bhar Dunga,
Aur Agar Tune Aisa Na Kiya TO
Din RaaT Mehnat Me Laga
Dunga Aur Teri Bhook Kabi Khatam Na Hongi.
.
(Tirmizi Sharif, Jild 2, Safa 73)
.
.
*Yad Rakhiye*, .
Duniya Kismat Se Milti Hai Aur
Akhirat Mehnat Se,
.
Lekin Afsos
.LoG Duniya Me Aakar Duniya
Key Liye Mehnat Karte Hai Aur
AakhiraT KO KismaT Par Chod
Dete Hai,



Saturday, 6 October 2012

Meri Pyari MAA...

▒▒▒▒███░░░▒ MERI PYARI MAA ▒▒▒▒███░░░▒

Hum jugnu they, hum titli they, hum rang barangey panchhi they,
Kuch mah-o-sal ki jannat me, Maa hum dono bhi sanjhi they,

Me chhota sa ek baccha tha, teri ungli tham ke chalta tha,
Tu duur nazar se hoti thi, me ansu ansu rota tha,

Ek khuwabon ka roshan basta, tu roz mujhe pehnati thi,
Jab darta tha mai raton ko, tu apne sath sulati thi,

Maa tuny kitne barson tak, iss phool ko sencha hathon se,
Zindagi ke gehre bhedon ko me samjha teri baton se,

Me tere hath ke takiye par, ab bhi raat ko sota hon,
Maa me ek chhota sa baccha hon, teri yaad me ab bhi rota hon.


I LOVE U MAAAA JEEEE..........